Friday 2 March 2012

Inkaar k baad

kya kahain tujhsy teray inkar k baad
na rahi jeenay ki talab teray inkaar k baad

yun tau ye zindagi guzar he jaigi
na rahi talab kisi saharay ki teray inkaar k baad

tha mera dil khushiyon ka aashiyana
ub seenay main sirf shor kerta hai teray inkaar k baad

QRS