KISI KO APNA KEHTAY DARTAY HAIN
APNON K DIYAY DUKHON PER ROTAY HAIN
MAZI KI DHUNDLI YAADON PER
APNI HI QABAR BANANAY KI DUA KERTAY HAIN
MERI QABAR BHI MERI HI TARAH
MUNTAZIR RAHAY GI KISI MEHARBAN K LIYAY
ZINDAGI GUZAR GAYEE EK BAAT NA KEHSAKAY
APNI MAUT K LIYAY DUA KER BHI NA SAKAY
AKAYLAY PAN KA DUKH KIYA HOTA HAI KOI MUJH SAY POOCHAY
EK PAYAR BHARI NIGAH KA INTEZAR KER K TAU DEKHAY
Deepa's Blog
Wednesday, 30 January 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
5 comments:
ahan kia baat haiy bhai jaan ki agazal haiy lakin bhai zayada sad nahi huva kerey
wAH WAH !!!
Really nice!
hey ur poems are owesome.
keep it up!
Nice one!
thank u every body i will b bak wid some more hope u will like it, and there few other poems as well kindly check them out
Post a Comment